درد سر
درد سر (Urdu)
BearbeitenUmschrift:
- dard-e-sar
Aussprache:
- IPA: [dəɾdeːˈsəɾ]
- Hörbeispiele: —
Bedeutungen:
- [1] literarisch: Kopfschmerz
Herkunft:
Beispiele:
- Ghazal
- [1] درد سر ہے خمار سے مجھ کو (Dard-e-sar hai xumār se mujh ko)[1]
- [1] جستجو تیری درد سر ٹھہری (Justujū terī dard-e-sar ṭhahrī)[2]
- [1] گنوا کے دل سا گہر درد سر خرید لیا (Ganvā ke dil sā guhar dard-e-sar xarīd liyā)[3]
- [1] نگاہ یوں بھی نہ ٹھہرے کہ درد سر بن جائے (Nigāh yūṉ bhī na ṭhahre ki dard-e-sar ban jāe)[4]
- [1] درد دل پیدا کریں یا درد سر پیدا کریں (Dard-e-dil paidā kareṉ yā dard-e-sar paidā kareṉ)[5]
- [1] بیٹھے بٹھائے لگ گیا اک درد سر مجھے (Baiṭhe biṭhāe lag gayā ik dard-e-sar mujhe)[6]
- [1] عجب ہوں میں کہ جو خود درد سر بناتا ہوں (ʿAjab hūṉ maiṉ ki jo xud dard-e-sar banātā hūṉ)[7]
- [1] اور کیوں درد سر کیجئے (Aur kyūṉ dard-e-sar kījie)[8]
- [1] خود ہی یہ درد سر قبول کیا (Xud hī ye dard-e-sar qubūl kiyā)[9]
- [1] رہ خرد میں جہاں سر ہے درد سر بھی ہے (Rah-e-xirad meṉ jahāṉ sar hai dard-e-sar bhī hai)[10]
- [1] درد سر بن گیا بدن میرا (Dard-e-sar ban gayā badan merā)[11]
- [1] میں نہ کہتا تھا کہ دنیا درد سر ہو جائے گی (Maiṉ na kahtā thā ki duniyā dard-e-sar ho jāe-gī)[12]
- [1] یہ جو الفت تھی درد سر نہ ہوئی (Ye jo ulfat thī dard-e-sar na huī)[13]
- [1] یہ مرا درد سر نہیں جاتا (Ye mirā dard-e-sar nahīṉ jātā)[14]
- [1] ہمارا درد سر جاتا کہاں ہے (Hamārā dard-e-sar jātā kahāṉ hai)[15]
- [1] عشق میں الجھنیں پہلے ہی کم نہ تھیں اور پیدا نیا درد سر کر لیا (ʿIšq meṉ uljhaneṉ pahle hī kam na thīṉ aur paidā nayā dard-e-sar kar liyā)[16]
- [1] درد سر کے علاج کو وحشت (Dard-e-sar ke ilāj ko vaḥšat)[17]
- [1] مر کر نہ چھوٹ پائیں گے اس درد سر سے ہم (Mar kar na chūṭ pāeṉ-ge is dard-e-sar se ham)[18]
- [1] قصہ گیا فساد گیا درد سر گیا (Qiṣṣā gayā fasād gayā dard-e-sar gayā)[19]
- [1] ذرا سی بات کو کیوں درد سر بنایا جائے (Ẕarā sī bāt ko kyūṉ dard-e-sar banāyā jāe)[20]
- Nazm
- [1] اک خوشبو درد سر کی مرجھائی کلیوں کو کھلائے جاتی ہے (Ik xušbū dard-e-sar kī murjhāī kaliyoṉ ko khilāe jātī hai)[21]
- [1] کرتا تھا درد سر کا اکثر ہی میں بہانا (Kartā thā dard-e-sar kā aks̱ar hī maiṉ bahānā)[22]
Übersetzungen
Bearbeiten [1] ?
- [1] Rekhta: „درد سر“
Quellen:
- ↑ Taban Abdul Hai: Ek hi jam ko pila saqi. (URL, abgerufen am 26. Mai 2023)
- ↑ Rumana Rumi: Justuju teri dard-e-sar Thahri. (URL, abgerufen am 26. Mai 2023)
- ↑ Arzoo Lakhnavi: Ganwa ke dil sa guhar dard-e-sar KHarid liya. (URL, abgerufen am 26. Mai 2023)
- ↑ Akhtar Usman: Nigah yun bhi na Thahre ki dard-e-sar ban jae. (URL, abgerufen am 26. Mai 2023)
- ↑ Talib Jaipuri: Dard-e-dil paida karen ya dard-e-sar paida karen. (URL, abgerufen am 26. Mai 2023)
- ↑ Sajid Sajni: BaiThe biThae lag gaya ek dard-e-sar mujhe. (URL, abgerufen am 26. Mai 2023)
- ↑ Ameer Hamza Salfi: Ajab hun main ki jo KHud dard-e-sar banata hun. (URL, abgerufen am 26. Mai 2023)
- ↑ Azhar Nadvi: Aur kyon dard-e-sar kijiye. (URL, abgerufen am 26. Mai 2023)
- ↑ Om Krishn Rahat: KHud hi ye dard-e-sar qubul kiya. (URL, abgerufen am 26. Mai 2023)
- ↑ Muzaffar Shikoh: Rah-e-KHirad mein jahan sar hai dard-e-sar bhi hai. (URL, abgerufen am 26. Mai 2023)
- ↑ Ameeq Hanafi: Main hawa hun kahan watan mera. (URL, abgerufen am 26. Mai 2023)
- ↑ Rahat Indori: Zindagi ki har kahani be-asar ho jaegi. (URL, abgerufen am 26. Mai 2023)
- ↑ Afeef Siraj: Shab Dhali meri aur sahar na hui. (URL, abgerufen am 26. Mai 2023)
- ↑ Nadeem Bhabha: Rah mein chhoD kar nahin jata. (URL, abgerufen am 26. Mai 2023)
- ↑ Dagh Dehlvi: Mohabbat ka asar jata kahan hai. (URL, abgerufen am 26. Mai 2023)
- ↑ Saba Akbarabadi: Sadgi to hamari zara dekhiye eatibar aap ke wade par kar liya. (URL, abgerufen am 26. Mai 2023)
- ↑ Muztar Khairabadi: Umr kaTi buton ki aaDon mein. (URL, abgerufen am 26. Mai 2023)
- ↑ Shakeel Badayuni: Is darja bad-guman hain KHulus-e-bashar se hum. (URL, abgerufen am 26. Mai 2023)
- ↑ Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnavi: Jab ho chuki sharab to main mast mar gaya. (URL, abgerufen am 26. Mai 2023)
- ↑ Tariq Naeem: Phir is se qabl ki bar-e-digar banaya jae. (URL, abgerufen am 26. Mai 2023)
- ↑ Baqar Mehdi: Nirwan. (URL, abgerufen am 26. Mai 2023)
- ↑ Zafar Kamali: Aata hai yaad mujhko. (URL, abgerufen am 26. Mai 2023)