فصل بہار
فصل بہار (Urdu)
BearbeitenUmschrift:
- faṣl-e-bahār
Aussprache:
- IPA: [fəsleːbəˈɦɑːɾ]
- Hörbeispiele: —
Bedeutungen:
- [1] literarisch, poetisch: Frühlingszeit, Frühlingssaison
Herkunft:
Beispiele:
- Ghazal
- [1] یوں انتقام تجھ سے فصل بہار لیں گے (Yūṉ intiqām tujh se faṣl-e-bahār leṉ-ge)[1]
- [1] بچھڑ کے تم سے جو فصل بہار گزری ہے (Bichaṛ ke tum se jo faṣl-e-bahār guzrī hai)[2]
- [1] گئی فصل بہار گلشن سے (Gaī faṣl-e-bahār gulšan se)[3]
- [1] فصل بہار آئی ہے پیمانہ چاہئے (Faṣl-e-bahār āī hai paimānā cāhie)[4]
- [1] فصل بہار جانے یہ کیا گل کتر گئی (Faṣl-e-bahār jāne ye kyā gul katar gaī)[5]
- [1] ہم دونوں ایک ساتھ ہوں فصل بہار میں (Ham donoṉ ek sāth hoṉ faṣl-e-bahār meṉ)[6]
- [1] خار بہ خار گل بہ گل فصل بہار آ گئی (Xār-ba-xār gul-ba-gul faṣl-e-bahār ā gaī)[7]
- [1] جو خزاں سے باغ اجڑ گیا میں اسی کی فصل بہار ہوں (Jo xizāṉ se bāġ ujaṛ gayā maiṉ usī kī faṣl-e-bahār hūṉ)[8]
- [1] ہم کو کب انتظار ہے فصل بہار ہو نہ ہو (Ham ko ab intiz̤ār hai faṣl-e-bahār ho na ho)[9]
- [1] باغباں فصل بہار آنے پہ وعدہ تو قبول (Bāġbāṉ faṣl-e-bahār āne pe vaʿdā to qubūl)[10]
- [1] قسمت میں قید لکھی تھی فصل بہار میں (Qismat meṉ qaid likhī thī faṣl-e-bahār meṉ)[11]
- [1] رات بھر فصل بہار آنے کا ساماں ہونا (Rāt-bhar faṣl-e-bahār āne kā sāmāṉ honā)[12]
- [1] کہ نشان فصل بہار کا سر شاخسار کوئی تو ہو (Ki nišān faṣl-e-bahār kā sar-e-šāxsār koī to ho)[13]
- [1] نہ وہ رنگ فصل بہار کا نہ روش وہ ابر بہار کی (Na vo rang faṣl-e-bahār kā na raviš vo abr-e-bahār kī)[14]
- [1] زخم ہنستے ہیں تو یہ فصل بہار آتی ہے (Zaxm hanste haiṉ to ye faṣl-e-bahār ātī hai)[15]
- [1] گزر چکی ہے یہ فصل بہار ہم پر بھی (Guzar cukī hai ye faṣl-e-bahār ham par bhī)[16]
- [1] لہو میں ڈوبی تھی فصل بہار کیا کرتے (Lahū meṉ ḍūbī thī faṣl-e-bahār kyā karte)[17]
- [1] اب کی فصل بہار سے پہلے (Ab kī faṣl-e-bahār se pahle)[18]
- [1] شاید کہ میرے واسطے فصل بہار ہے (Šāyad ki mere vāst̤e faṣl-e-bahār hai)[19]
- [1] فصل بہار آتے ہی عالم بدل گیا (Faṣl-e-bahār āte hī ʿālam badal gayā)[20]
- [1] یہ نیا طرز کرم ہے ترا اے فصل بہار (Ye nayā t̤arz-e-karam hai tirā ai faṣl-e-bahār)[21]
- [1] جب فصل بہار آئی دوکان اٹھا ڈالی (Jab faṣl-e-bahār āī dūkān uṭhā ḍālī)[22]
- [1] پھر اہتمام سے فصل بہار باقی رکھ (Phir ehtimām se faṣl-e-bahār bāqī rakh)[23]
- [1] ان کے میخانے کو چھو آتی ہے جب فصل بہار (Un ke maixāne ko chū ātī hai jab faṣl-e-bahār)[24]
- [1] افسوس ہے یہی مجھے فصل بہار میں (Afsos hai yahī mujhe faṣl-e-bahār meṉ)[25]
- [1] کیوں نہ چپ بیٹھوں قفس میں دور ہی فصل بہار (Kyūṉ na chup baiṭhūṉ qafas meṉ dūr hī faṣl-e-bahār)[26]
- [1] میں چمن میں چاہے جہاں رہوں مرا حق ہے فصل بہار پر (Maiṉ caman meṉ cāhe jahāṉ rahūṉ mirā ḥaq hai faṣl-e-bahār par)[27]
- [1] فصل بہار آئی ہے چلتا ہے دور جام (Faṣl-e-bahār āī hai caltā hai daur-e-jām)[28]
- [1] خزاں خرید کے فصل بہار دیتے ہیں (Xizāṉ xarīd ke faṣl-e-bahār dete haiṉ)[29]
- [1] وہ چمن کہ فصل بہار میں بھی جہاں پہ پھول کھلے نہ تھے (Vo caman ki faṣl-e-bahār meṉ bhī jahāṉ pe phūl khile na the)[30]
- [1] جو کوئی پہنچے تو فصل بہار لیتے ہیں (Jo koī pahunce to faṣl-e-bahār lete haiṉ)[31]
- [1] فصل بہار آئی ہے مجھ کو نہ روکئے (Faṣl-e-bahār āī hai mujh ko na rokie)[32]
- [1] چلے بھی آؤ کے فصل بہار آج بھی ہے (Cale bhī āo ke faṣl-e-bahār āj bhī hai)[33]
- [1] رہے گی یاد یہ فصل بہار ہم نفسو (Rahe-gī yād ye faṣl-e-bahār hamnafaso)[34]
- [1] جیسے فصل بہار کا سایہ (Jaise faṣl-e-bahār kā sāyā)[35]
- [1] فصل بہار آتے ہی مطرب بنی صبا (Faṣl-e-bahār āte hī mut̤rib banī ṣabā)[36]
- [1] کیسا سماں ہے کیسی یہ فصل بہار ہے (Kaisā sāmāṉ hai kaisī ye faṣl-e-bahār hai)[37]
- [1] فصل بہار آئی غنچے کھلے چمن میں (Faṣl-e-bahār āī ġunce khile caman meṉ)[38]
- [1] انگڑائی لی چمن میں جو فصل بہار نے (Angṛāī lī caman meṉ jo faṣl-e-bahār ne)[39]
- [1] فصل بہار میں جوں بلبل چمن سے نکلے (Faṣl-e-bahār meṉ jūṉ bulbul caman se nikle)[40]
- [1] یہ کیسی فصل بہار آئی گلوں کا سینہ فگار سا ہے (Ye kaisī faṣl-e-bahār āī guloṉ kā sīnā figār sā hai)[41]
- [1] ملی تھی بھیک میں فصل بہار کیا کرتے (Milī thī bhīk meṉ faṣl-e-bahār kyā karte)[42]
- [1] چمن کے ساتھ جو فصل بہار کرتی ہے (Caman ke sāth jo faṣl-e-bahār kartī hai)[43]
- [1] فصل بہار آئی تو دل کا شجر گیا (Faṣl-e-bahār āī to dil kā šajar gayā)[44]
- [1] لالہ رخوں میں عمر گزاری دیکھی ان کی فصل بہار (Lālā-ruxoṉ meṉ ʿumr gizārī dekhī un kī faṣl-e-bahār)[45]
- [1] فصل بہار کی مری وحشت نے دی خبر (Faṣl-e-bahār kī mirī vaḥšat ne dī xabar)[46]
- [1] فصل بہار پاؤں کی زنجیر ہو نہ جائے (Faṣl-e-bahār pāoṉ kī zanjīr ho na jāe)[47]
- [1] اب فصل بہار نہیں آتی اور رنج و ملال نہیں ہوتا (Ab faṣl-e-bahār nahīṉ ātī aur ranj-o-malāl nahīṉ hotā)[48]
- [1] اڑ چکے سارے پرندے جا چکی فصل بہار (Uṛ cuke sāre parinde jā cukī faṣl-e-bahār)[49]
- [1] صحن چمن میں دھوم ہے فصل بہار کی (Ṣeḥn-e-caman meṉ dhūm hai faṣl-e-bahār kī)[50]
- [1] آ کے فصل بہار نے مارا (Ā ke faṣl-e-bahār ne mārā)[51]
- [1] ہے کس قدر اداس یہ فصل بہار بھی (Hai kis qadr udās ye faṣl-e-bahār bhī)[52]
- [1] فصل بہار کے آتے آتے کتنے گریباں چاک ہوئے (Faṣl-e-bahār ke āte āte kitne girebāṉ cāk hue)[53]
- [1] اجڑی ہوئی خزاں میں تو فصل بہار دے (Ujṛī huī xizāṉ meṉ tū faṣl-e-bahār de)[54]
- [1] کنج قفس میں رکھا فصل بہار مجھ کو (Kunj-e-qafas meṉ rakhā faṣl-e-bahār mujh ko)[55]
- [1] فصل بہار آئی ہے کیسے یقیں کریں (Faṣl-e-bahār āī hai kaise yaqīṉ kareṉ)[56]
- [1] اب خوش نہ کر سکے گی یہ فصل بہار بھی (Ab xuš na kar sake-gī ye faṣl-e-bahār bhī)[57]
- [1] پھل گرے پتے گرے آئی گئی فصل بہار (Phal gire patte gire āī gaī faṣl-e-bahār)[58]
- [1] اور فصل بہار ہو جاؤں (Aur faṣl-e-bahār ho jāūṉ)[59]
- [1] فصل بہار آئی تو نغمیں سنائیں گے (Faṣl-e-bahār āī to naġmeṉ sunāeṉ-ge)[60]
- [1] رلاتی ہے لہو کے رنگ میں فصل بہار اب بھی (Rulātī hai lahū ke rang meṉ faṣl-e-bahār ab bhī)[61]
- [1] فصل بہار ہی میں بہار آئے یہ نہیں (Faṣl-e-bahār hī meṉ bahār āe ye nahīṉ)[62]
- [1] کہاں ہے جوں شعلہ شاخ پر گل کدھر ہے فصل بہار شبنم (Kahāṉ hai jūṉ šoʿlā šāx par gul kidhar hai faṣl-e-bahār šabnam)[63]
- [1] تیور کچھ اب کے اور ہیں فصل بہار کے (Tevar kuch ab ke aur haiṉ faṣl-e-bahār ke)[64]
- [1] باغباں فصل بہار آنے کی تیاری کرے (Bāġbāṉ faṣl-e-bahār āne kī tayyārī kare)[65]
- [1] فصل بہار میں تر و تازہ نہیں ہوا (Faṣl-e-bahār meṉ tar-o-tāzā nahīṉ havā)[66]
- [1] کیوں تجھ سے انتقام نہ فصل بہار لوں (Kyūṉ tujh se intiqām na faṣl-e-bahār lūṉ)[67]
- [1] خزاں کے دور میں فصل بہار آئے تو (Xizāṉ ke daur meṉ faṣl-e-bahār āe to)[68]
- [1] آ گیا عہد خزاں رخصت ہوئی فصل بہار (Ā gayā ʿahd-e-xizāṉ ruxṣat huī faṣl-e-bahār)[69]
- Nazm
- [1] فصل بہار آئی مگر ہم ہیں اور غم (Faṣl-e-bahār āī magar ham haiṉ aur ġam)[70]
- [1] کانٹے ہوں چاہے پھول ہوں فصل بہار کے (Kānṭe hoṉ cāhe phūl hoṉ faṣl-e-bahār ke)[71]
- [1] ہم ہیں فصل بہار اور تو گلستاں (Ham haiṉ faṣl-e-bahār aur tū gulistāṉ)[72]
- [1] کیا خبر آئی خزاں کب کب گئی فصل بہار (Kyā xabar āī xizāṉ kab kab gaī faṣl-e-bahār)[73]
- [1] گزر کے فصل بہار لاتا (Guzar ke faṣl-e-bahār lātā)[74]
- [1] فصل بہار آئے گی جھومیں گی ڈالیاں (Faṣl-e-bahār āe-gī jhūmeṉ-gī ḍāliyāṉ)[75]
- Verspaar
- [1] فصل بہار آئی پیو صوفیو شراب (Faṣl-e-bahār āī piyo ṣūfiyo šarāb)[76]
- [1] فصل بہار صحن چمن یار مے بکف (Faṣl-e-bahār seḥn-e-caman yār-e-mai-ba-kaf)[77]
- [1] نہ بند کر اسے فصل بہار میں ساقی (Na band kar ise faṣl-e-bahār meṉ sāqī)[78]
- [1] پھر آئی ہے فصل بہار گریباں (Phir āī hai faṣl-e-bahār garebāṉ)[79]
- [1] فصل بہار آئی موسم گیا خزاں کا (Faṣl-e-bahār āī mausam gayā xizāṉ kā)[80]
Übersetzungen
Bearbeiten [1]
Quellen:
- ↑ Fana Nizami Kanpuri: Yun intiqam tujhse fasl-e-bahaar lenge. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Saleem Amrohvi: BichhaD ke tum se jo fasl-e-bahaar guzri hai. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Mardan Ali Khan Rana: Gai fasl-e-bahaar gulshan se. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Muneer Shikohabadi: Fasl-e-bahaar aai hai paimana chahiye. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Bebak Bhojpuri: Fasl-e-bahaar jaane ye kya gul katar gai. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Kashif Akhtar: Hum donon ek sath hon fasl-e-bahaar mein. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Jaun Eliya: Nam hi kya nishan hi kya KHwab-o-KHayal ho gae. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Muztar Khairabadi: Na kisi ki aankh ka nur hun na kisi ke dil ka qarar hun. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Shaikh Zahuruddin Hatim: Hum ko kab intizar hai fasl-e-bahaar ho na ho. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Qamar Jalalvi: Tumko hum KHak-nashinon ka KHayal aane tak. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Bahadur Shah Zafar: Lagta nahin hai dil mera ujDe dayar mein. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Aal-e-Raza Raza: Raat-bhar fasl-e-bahaar aane ka saman hona. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Ahmad Faraz: Na harif-e-jaan na sharik-e-gham shab-e-intizar koi to ho. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Faiz Ahmad Faiz: Wo buton ne Dale hain waswase ki dilon se KHauf-e-KHuda gaya. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Zehra Nigaah: Koi hangama sar-e-bazm uThaya jae. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Akbar Allahabadi: Bahut raha hai kabhi lutf-e-yar hum par bhi. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Azhar Iqbal: Hui na KHatm teri rahguzar kya karte. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Nasir Kazmi: Raunaqen thin jahan mein kya kya kuchh. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Dua Ali: Mujhko qadam qadam pe tera intizar hai. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Bismil Allahabadi: Fasl-e-bahaar aate hi aalam badal gaya. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Kaleem Aajiz: TalKHiyan is mein bahut kucch hain maza kucch bhi nahin. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Bedam Shah Warsi: Yun gulshan-e-hasti ki mali ne bina Dali. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Ateeq Asar: Qarib se na guzar intizar baqi rakh. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Fana Bulandshahri: Han wahi ishq-o-mohabbat ki jila hoti hai. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Qamar Jalalvi: Karte bhi kya huzur na jab apne ghar mile. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Saqib Lakhnavi: Unki aaraish se mere kaam ban jaenge kya. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Jigar Moradabadi: Kabhi shaKH o sabza o barg par kabhi ghuncha o gul o Khaar par. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Haidar Ali Aatish: Jauhar nahin hamare hain sayyaad par khule. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Aasi Faiqi: Purane log nae karobar dete hain. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Asrar Zaidi: Tere iltifat ki baat thi teri be-ruKHi ke gile na the. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Riyaz Khairabadi: Wo kaun log hain jo mai udhaar lete hain. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Jameela Khuda Bakhsh: Ai jazb-e-dil wo din to mayassar KHuda kare. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Hairat Farrukhabadi: Kisi ke ahd ka dil raazdar aaj bhi hai. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Raza Muradabadi: Rahegi yaad ye fasl-e-bahaar ham-nafaso. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Rasheed Khan Raza: Aisa hai tere pyar ka saya. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Murli Dhar Shad: Qatil ko tegh-e-naz pe hai naz dekhna. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Isma Hadia: Jazbon mein pahle jaisi sadaqat nahin rahi. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Syed Masood Hasan Masood: Fasl-e-bahaar aai ghunche khile chaman mein. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Haleem Sabir: Phir hum ko ehtiyat se chalna bhi aa gaya. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Rajab Ali Beg Suroor: Is tarah aah kal hum us anjuman se nikle. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Ishaq Nashad: Ye kaisi fasl-e-bahar aai gulon ka sina figar sa hai. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Asrarul Haq Asrar: Nae libas ko hum tar-tar kya karte. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Adeeb Malegavi: Wo ek nigah jo be-iKHtiyar karti hai. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Khizr Abbas: Ye hadisa bhi dekh jo mujh pe guzar gaya. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Mubarak Azimabadi: Ishq ki chausar kis ne kheli ye to khel hamare hain. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Afsar Merathi: Ab dil mein tere tir ka paikan nahin raha. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Yagana Changezi: Bargashta aur wo but-e-be-pir ho na jae. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Hilal Fareed: Aankhon mein wo KHwab nahin baste pahla sa wo haal nahin hota. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Syed Mateenur Rahman Mateen: Dasht-e-gham tanhai aur virani-e-jaan rah gaya. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Nazar Barni: Aankhon ko ashk-bar kiya kya bura kiya. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Afqar Mohani: Wada-e-wasl-e-yar ne mara. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Kazim Raza Rahi: Nafrat qubul jo mile thoDa sa pyar bhi. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Zaheer Kashmiri: Mausam badla rut gadrai ahl-e-junun bebak hue. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Anees Qalb: Is be-qarar dil ko mere tu qarar de. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Mushafi Ghulam Hamdani: Az-bas bhala lage hai tu mere yar mujhko. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Sharib Lakhnavi: Mushkil ye imtiyaz teri rahguzar mein hai. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Meena Khan: Hum par karega rahmaten parwardigar bhi. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Mahboob Khizan: Husn-e-na-mumkin ko honTon ne chhua phir kya hua. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Afroz Rizvi: Ishq ho jaun pyar ho jaun. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Shahrukh Abeer: Jab chandni mein chand se nazren milaenge. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Shams Farrukhabadi: Kisi ke wada-e-farda mein gum hai intizar ab bhi. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Jan Nisar Akhtar: Aankhen chura ke humse bahaar aae ye nahin. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Shah Naseer: Sada hai is aah-o-chashm-e-tar se falak pe bijli zamin pe baran. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Afsar Saleem Afsar: Shayad wo paDh sakenge na likha hua tamam. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Rasheed Lakhnavi: Khaar-o-KHas phenke chaman ke raste jari kare. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Hafeez Shahid: Haalat par nigah ruton par nazar na thi. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Ibrahim Faiz: Ai gham tujhi se kyon na KHushi mustaar lun. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Ata Lucknowi: Kisi hasin pe naseh ko pyar aae to. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Fazil Kashmiri: Donon aalam se nirali ishq ki sarkar hai. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Mirza Altaf Husain Alim Lucknowi: Nazm ittihad. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Nazeer Banarasi: Chhabbis January. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Abdul Mannan Tarzi: Ai watan ai watan. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Syed Mohammad Jafri: Imtihan. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Tahir Azeem: Harf. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Anjum Azmi: Sal-e-nau. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Haidar Ali Aatish: Fasl-e-bahaar aai piyo sufiyo sharab. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Abdul Wadood Uhad: Fasl-e-bahaar sehn-e-chaman yar-e-mai-ba-kaf. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Mirza Maseeta Beg Muntahi: Na band kar ise fasl-e-bahaar mein saqi. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Shaikh Qudratullah Qudrat: Chhalakne lage ashk-e-gulgun mizha se. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)
- ↑ Mushafi Ghulam Hamdani: Jangal mein Tesu phula aur bagh mein shagufa. (URL, abgerufen am 8. Juni 2024)